禮物
你可以做第一個送禮物給我的人!
現在就送禮物給我吧!
資料
個人
- 個人簡介:main jaisa bhi bs ALLAH ko pasand ajaown ye uska mjh se ehsan oga.
- 語言:urdu punjabi
- 興趣愛好:mmmmmmmmmm
- 俱樂部/組織:mmmmmmmmm
- 喜歡的書:islamic books
- 喜歡的音樂:sad
- 喜歡的電視節目:no time for that
- 喜歡的電影:mostly sad
- 旅行過的地方:saudia
- 我在尋找:good relations
約會
聯系
想查看waseem1999的 msn, yahoo, aim 或者 icq ,請升級帳戶到高級會員。工作經歷
- OWNER, BISSMIALLAH FONES [ 2007 - Present ]
- BISSMILLAH fones [ 2006 - Present ]
- [ 2000 - Present ]
留言本
2009年11月1日 9:23asalam
Asalam Muhammad bhai
kaise hoo app?
yaaar we created new group about PEACE PURITY PASSION our group is like a family for us
we love to have u there
if u join us there so we will be very great ful
this is the link of our group
http://www.zorpia.com//group/purity_passion_peace
tc
may allah give u all the happiness of this world

2009年4月23日 3:43hey
Imran
26, 拉合爾, 巴基斯坦
bro yes i know u
u have been active member of lahoree boys and girls
aj kal thora kum nazar atey hain grup per
well ap chill zone kee baat ker rehye hain right
bro main us grup ka na adminstrator hou na hee moderator
so how can i comment on this
but i will discuss with mobi
key wat's the matter
and then will inform
take care

2009年4月23日 4:5Re: hey
WASI
21, 拉合爾, 巴基斯坦
asalamualikum bhai how r u?
main sara din shop pe hota hon time nahi milta just rat ko online atta hon
mobi ne boht galt harkt ki hai mjhy us insan pe gusa hai k main bta nahi skta wo just larkion k liye bna hai?
us ko pta nahi kia msla hai bs mera msg us ko mil jaye then dekhna us se kch pochon ga
anywayz thanx for reply ALLAH HAFIZ

2009年4月19日 15:57Islamic mailing group.
Assalamalaiikum,
Would you like to join my Islamic mailing group?
Please visit -
http://groups.google.co.in/group/islamic-mailing-group
and join,
or send me your email id to join the group.
Jazakallah khaeren.
Would you like to join my Islamic mailing group?
Please visit -
http://groups.google.co.in/group/islamic-mailing-group
and join,
or send me your email id to join the group.
Jazakallah khaeren.
2009年4月19日 16:9Re: Re: Islamic mailing group.
2009年1月30日 9:27what is Love
imran
26, 伊斯蘭堡, 巴基斯坦
Topic : "What is Love"
Dini or Dunyavi. dini mohabbat jo aap apna mazhab sa kartain hain apna rab sa kartain . Or duniyavi mohabbat jo aap apni maa, baap, behan, bhai, rishta daro sa kartain hain ya kisi farzi rishta sa jis ki taraf aap ka dil kichay jis ko dekh kar aap ko laga ka han ya aap ki mohabbat ka laik ha. Kisi na such hi kaha ha k mohabbat andhi hoti ha mohabbat karna wala zat pat ko nahin dekhta. Ya to bas ho jati jasa heer na ranjha sa, shereen na farhad sasaasi na punu sa, laila na majnu sa ki, aksar logon ka kahna ha mohabbat dard dati ha ya dard sirf us ko milta ha jo is ko thukrata ha. Mohabbat ek phool ki manind hoti Jahan khil jai apni khushbo sa sara gulshan ko mahaka dati ha. Mohabbat sansoo ka tasulsul ki paband nahin hoti, ya marna waloon ka sath mar nahin jati mohabbat hamasha zinda rahti. mohabbat ka talauq ek dil sa dosra dil tak ka hota ha. Mohabbat ko mahsoos kiya ja sakta ha. Mohabbat maangi nahin jati maang kar hasil ki hoi mohabbat khairat ki tarhan ha. Mohabbat eik attot bandhan ka naam ha. Ya jis ko hasil hoti ha wo apna aap ko duniya ka kush naseeb admi tasaveer karna lagta ha. “Apna ilon sa mohabbat ka hal pucho q k dil asa gawah ha jo kisi sa rishwat nahin lata.”Mohabbat azad ha is ko qaad main nahin rakha ja sakta matlab agr main kisi sa mohabbat karta hon to us ko bhi is baat ka maloom hona chahiya yak tarfa mohabbat dil main hi rah jati ha. Is ko bayan kar dana chahiya.

2009年1月30日 9:24what is Love:
imran
26, 伊斯蘭堡, 巴基斯坦
*Mohabbat k maienay Kashish ka hain. Ya wo jazba ha jo banda ko khuda sa mila data ha. Lakin logon na ek mashgala bana liya, ya mohabbat ka dawa to kartain hain lakin ya nahin janta mohabbat jasi pakiza sha kya ha? Haqiqi mohabbat us waqt milti ha jab hum kisi ka zaat dukh ko apna dukh samjhain, is ki izaat ko apni izat ko apni izaat samjhain , jab hum ko kisi zaat sa haqiqi mohabbat ho jati to hum ya mahsoos karna lagtain hain. Magar logon ka koi ek mehboob ho to! Wo kisi sa bhi wafa nahin karta unhoon na sirf dill thorna sikha ha kisi k jazbat sa khal kar khushi mehsoos kartha lakin ya bhoul jatain hain kal agar kisi dosri zaat na in ko thais pauhchai to in ka kya hal ho. Mohabbat kya ha kya mohabbat dosti ha.Mohabbat dosti kasay ho sakti ha agar mohabbat dosti ki jaga la lay to phir dosti ka liya jaga nahin rahti.Mohabbat ba ikhtiyar hoti ha. Ya ek asa dariya ha jis main insaan doobta hi jata ha wo is dariya main kud to jata ha aur asa bhanwar main phains jat ha jis nikal nab haut mushkil ha. Mohabbat ek pakeeza jazba ha. Mohabbat main her wo insaan kamyab ha jo dil sa mohabbat karta ha mohabbat ek assa talaab ha k agar brish roth bhi jai to pani kam nahin hota is dariya per her pyassa a kar apni pyass bujhata ha. Mohabbat do tarhan ki hoti ha:
2009年1月30日 9:25what is mohabbat ?
imran
26, 伊斯蘭堡, 巴基斯坦
Love marriage main doorian barh jati hain mohabbat waqt ka sath khatam ho jati ha. Is tarhan hum apni sari mohabbat pahla hi bayaan kar datain hain wo sara ahsasaat sara khawab sari arzooain sab kuch is liya k hum eik doosra ko pehla hi janta tha. Or jab milta hain dono ka darmiyan faasla barh jata hain. Jabka arrange marriage main dono eik dosra sa na waqif hotain hain eik dosra k liya anjaan hotain hain pehli dafa ek dosra ko dekhtain hain dono k darmiyan ek sharam hoti ha lamha ba lamha wo dono ek dosra ko jantain hain eik dosra sa mohabbat kartain hain or ya mohabbat agay chal kar or bhi zada barh jati ha. Mohabbat ka kai naam hain. Pyar, Ishq, aur Mohabbat, Isi tarhan apni mohabbat ka izhar karna ka lia mohabbat ka din manaya jata ha jis ko , Valentine Day kaha jata ha Is din aap jis ko chahtain hain us sa apni mohabbat ka izhar kar saktain hain valentine day ka matlab ya nahin ha ka sirf eik larka larki ek dosra ko wish karain balka aap jis ko chahain kah saktain hain.

![VICHHRAN VICHHRAN.SATWINDER BUGGA [SAD PUNJABI]](http://pe.thm.zpcdn.com/0/5051/32326720.f47edd.jpg)
2009年12月2日 4:50W.Salam