狀態
shz_tahir is working
禮物
你可以做第一個送禮物給我的人!
現在就送禮物給我吧!
資料
個人
- 個人簡介:I am aa ordinary human being, with lots of errors and some good thing )
- 語言:urdu , panjabi, English
- 興趣愛好:reading
- 俱樂部/組織:BSS
- 喜歡的書:changes by Daniel steel
- 喜歡的音樂:semi classic
- 喜歡的電視節目:Mr. beans
- 喜歡的電影:taray zameen pay
- 旅行過的地方:UAE, Italy, tunis
- 我在尋找:nothng , just time pass
工作經歷
- BSS [ 2000 - Present ]
- [ 2000 - Present ]
查看全部3個人頭像個人頭像
網誌
2009年1月22日 上午3點52分29秒Haqeekat
Tumko ek talkh haqeekat bhi bata daitay hain
Jis ko akser yeh log chupa daitay hain
Tum nay girtay huway paton ko tu dekha ho ga
APni har sans Tehni pay gunwa daitay hain
Kiya khoob sajatay hain baharon main shajer ko
Kari dhoop main apna app jala daitay hain
Kitnay beraham shajer hotay hain
Naiy paton ki khushi main
Peelay patoon ko khizaon main gira daitay
hain aur ju girtay hain qadmon main shajer kay
Log unhein paton ko pairon main daba daitay hain
2008年9月18日 上午4點21分43秒woh kehti hay
Woh kehti hai k kia ab bhi kisi k liye laal hari chooriyan khareedtay ho?
main kehta hon ab kisi ki kalai pe yeh rang acha nahi lagta.
Woh kehti hai k kia ab bhi kisi k anchal ko aakash likhtay ho?
main kehta hon ab kisi kay aanchal main itni wosaat kahan hai..
Woh kehti hai k kia mere baad kisi larki se muhabbat howi hai tumhai? ...
查看更多...
2008年9月16日 上午6點18分34秒Raha hi nhi
Kisi Fasana -o- Tamseel main raha hi nhi.
Yeh jism rooh ki tahveel main raha hi nhi
Wo mera aks tha shayed tumhari ankhon main, ...
查看更多...
























2009年12月3日 8:50hi friend
ap ke har tamanna puri ho