網誌
2009年4月26日 上午9點08分13秒hhhhhhhhhhmmmmmmmmmmmm
Aik larki na bazurg sa pocha: "Pyaar ki haqiqat kiya ha?
Bazurg na kaha : "jao bagh ma jo sub sa khobsurat phool ho wo lao "
larki aik din baad wapas aye hor kaha : "main phool dkehti rahi aik phool sab sa khoobsurat tha magar main us sy behtar ki talash main chal pari magar koi us sa pyara na laga jab loot kar wapas aye tu usy koi hor tor chuka tha"
bazurg na kaha : " yehi haqiqat ha jo samnay ho us ki qadar nahi ki jati aur jab wapis loto to wo b hath nahi ata"













