禮物
你可以做第一個送禮物給我的人!
現在就送禮物給我吧!
相簿
留言本
2009年8月26日 7:10Re: Re: Re: Re: Hi Hussni
2009年8月26日 15:39Re: Re: Re: Re: Re: Hi Hussni
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
KYa Motti . kab howi ap nay menoo bataya bhi nahi .. yaar aisi koi gul nahi hai mein song sun raha tha to wahi ap ko likh dia ... mein bhi bhut khush hi rehta hoon .. magar ap ki shadi ho gaye yeah bat mannay mein nahi ati .. mujhay bulaya bhi nahi aur dasya vv nahi .. haan thora saaa duffer hoon naa .. magar jaisa bhi hoon .. ho to ap ka naa:p
回覆 上層主題
2009年8月24日 15:42Re: Re: Re: Hi Hussni
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
wa.Salam .. kya howa hai why u are in the hospital naa? tabeat to theek hai naa ap ki ? ghar main sab khairyat hai naa? kya hai naa apna khayyal nahi rakha hai kya waha ja kar jo beemar ho gaye ho .. kya hai naa yaar..meharbani hai ap ki jo ap nay reham kha lia . waisay kab say ho hospital mein aur kyun ho naa jaldi sa menuu reply karo i m waitingggggggggggggggggggggggggggggggggggggggggg
KHuda Tumhain tandarusti day Ameen
apna bhut Khyyal rakhna
I REALY MISSING U BADLY
KHuda Tumhain tandarusti day Ameen
apna bhut Khyyal rakhna
I REALY MISSING U BADLY
2009年6月5日 17:10Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
WA..Salam
Allah ap ko sehat day .. dawai khaye hai naa? ab kaisi tabeat hai ap ki ? hmmm mein theek hoon yaar haan ho hi rahi hai .. jab bhi nehar pay janay ka programe banta hai koi naa koi tention ho jati hai lol .. aur whats going on these days? ab changi bhali ho jaye jaldi jaldi mein tada waiting waiting:p .. bhut sara sir khana hai ap ka :p

2009年6月6日 5:14Re: Re: Aslamo Alaikum
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
Hi dear,
haan meray pass abb 2 week hain jin main tum mera hoob sar kha lena uss kay baad phir main aik month complete outta contact rahon ge uskay baad thori bht bat hogi....
baba bht medicine kha le bht sae inj jaan pr sahay aab thek he hon bas gala abhi thora hae baqi sab 1st class hae.
Allah ka shukar hae....
aik req hae plz tum nehar main swimming na kiya kero mera dil bht darta hae bcz hamaray ghar sae bhi aik nehar walking distance per hae ajkal aksar wahan koi na koi accident hua hota hae.....mujhay bht dar lagta hae bas wesay wahan ja ker enjoy ker lia karo lekin swimming nahi uskay liay swimming pool chalay jaya karo....
take care...Lov yew
ALLAH ke amaan main dia, ALLAH HAFIZ

2009年6月6日 18:0Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
hmmm .. Chalo thts good kay ab ap sahi ho .. hmm koi bat nahi gala bhi theek ho jaye gaa.. kyun jee kaha janay ka irada hai 2 week kay bad.. yaar mujhay swiming to nahi ,.. isi lia to jata nahi hoon .. sirf sochta hi hoon lol .. hmm haan yaar kabhi kabhi mein bhi sunta hi rehta hoon... ok jee nahi jata hoon mein .. hmm yaar ek bat bolun dont mind:p . we r friends.. i m not ur brother:p... hmmm Lov yew to .. Allah ki Aman mein ap ko bhi dia .. dont forgot:) me .. take care of ur self Fii amman Allah
2009年7月3日 20:50Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
Aslamo alaikum,
how r yew dear?
i am in europe enjoying but every night get temprature.......
here is also too hot then last 4,5 years.......but we are goin out every day....
thoray dheet bannay ke koshish kertay hain....Lolzzzzzzzzzzz
be happy yew r in ma prayers always....
yew too remember me in yewr prayers...
ALLAH HAFIZ

2009年7月20日 17:11Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
wa,Salam dear. me fine what about u ....ap kudh waha ho hum yaha to kinda missing u .. yaar some time bhut dil kerta hai kay ap kahi online ho jab mein hoon online ... hmmm good good adat ho jaye gee phir .. aray apni care kerna weather change ho gaa to kahi bhut zaiyada beemar naa ho jana . aur batao hows every one in your home... hmmmm waha her cheez ko enjoy karo magar mujhay bhoolna nahi .. warna khawab mein aa ker dara doon gaa.. you are always in my prayer and................... ehm ehm .. ab yeah batao kay waha kab tak rehna hai ..aur ek bat
Happy Shab-e-Miraj Allah ap ko zindagi ki her khushi day .. aur mujhay ap ko de day :p .. take care waiting for ur reply .. fii amman Allah
Happy Shab-e-Miraj Allah ap ko zindagi ki her khushi day .. aur mujhay ap ko de day :p .. take care waiting for ur reply .. fii amman Allah
2009年7月21日 11:33Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
OHH DEAR HAPPY TO SEE YEWR MSG PER YR AIK ZYADATI TO NA KARO YE FONT SIZE DEKHO AUR MERI AANKHAON PER REHAM KARO MANTI HON HOOBSORAT AUR BARI BARI HAIN LEKIN UNKA ITNA KHYAL TO RAKHO NA K TUMHARAY HOMEPAGE K MSGS PARH SAKON...:p
me also missing lekin apni family main aa kar bht khush hon .haan yaha mousam thanda ho gaya hae aur mera kamal dekho main sb dresses light banwa ker laai the
aab roz sb aik taraf paray hain aur main trousers and long tshirts........ lekin mujhay pasand nahi...
main apna khyal mae rakh nahi sakti mera khyal rakhnay walay bht hain main zara nakhray dikhati hon:P
nahi bholti..........aur dua main shamil ho...
tumhari hon wesay to nahi ho sakti tumhari.......
:)
samjha karo.......................apko bhi mubarak ho aur ap per ALLAH ke khas rehmatain rahainameen
take care

2009年7月23日 18:1Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
LO JEE MAAN LI AP KI BAT AUR KAR LIA BARAY FONT.. AB ARAM SAY PARH SAKTI HO AAP ... HAAN JEE KYUN NAHI JEE AP KI ANKHO KA KHAYYAL TO HUM KO PEHLAY HAI... JHUKAY TO LALA-O-ZAR TERI ANKHAIN.. JHUK KER UTHAY TO TALWAR TERI ANKHAY LOL ....... HMMMM TO PAGAL PEHLAY HI THORAY SAY GARAM KAPRAY BANWANAY THAY NAA.. HMMMM TROUSER AUR T SHIRT MEIN LADKIYA ACHI NAHI LAGTI HAI .. ACHI BAT HAI JO AP KO PASAND NAHI HAI. IM HAPPY... HMMMM. KYA NAHI BOLTI AAP ? HMM THANKS AP NAY YAAD RAKHA DUA MEIN .... YEAH KYA BAT HOWI HO BHI AUR NAHI BHI HO SAKTI .. YEAH TO CONFUSION HO GAYA NAA... DARTI HO :P. KUCH SAMJHAYE GEE TO SAMJHUN GA NAA:P ... JANAB APNA BHUT KHAYYAL RAKHNA .. FII AMMAN ALLAH
2009年7月24日 13:28Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
lo je ye to ho gaya lekin aaj main bas dortay dortay msg ka reply ker rahi hon tafseeli msg baad main aur JAZAK ALLA K FONT MERAY DEKHNAY WALA KER DIYA.............
YE WESy twanoo confusions ke hain ge..........wazey karo.......
phir baat hoti hae take care
ALLAH HAFIZ
YE WESy twanoo confusions ke hain ge..........wazey karo.......
phir baat hoti hae take care
ALLAH HAFIZ
2009年7月24日 17:51Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
HMMM.. KHAIR HAI NAA . ITNI JALDI KYA FOOTBALL KA GOAL KERNA HAI JO DORTAY DORTAY REPLY KER DIA ... JANAB MENOO CONFUSION BUS AISI HAI KAY MEIN VEE TAWADI .. MAGAR HO NAHI SAKDI IS KA MATLAB
JALDI SAY REPLY KER DENA IM WAITINGGGGGGGG
JALDI SAY REPLY KER DENA IM WAITINGGGGGGGG
2009年6月18日 6:36Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
kesay hua accident.......
aab kesay ho?properly med lena...
INSHA ALLAH jaldi thek ho jao gaiy......
ma all prayers r wid yew...............................
:)
aab kesay ho?properly med lena...
INSHA ALLAH jaldi thek ho jao gaiy......
ma all prayers r wid yew...............................
:)
2009年7月2日 16:52Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
rikshway wala mar gaya tha yaar .. khair ab theek hoon .. itnay dino bad ap ka reply parh kar bhut acha laga mujhay .... im Happy .. aj kal kaha ho ? thanks for prayers jee;) .. aur kya ho raha hai aj kal ? sab kihariiyat hai naa jaldi say reply kerna im waiting
2009年6月8日 3:4Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
waisay dil mein bhi ek dost kay lia jaga ho to better hai yaar.... nahi yaar mein un mein say nahi hoon chirta nahi hoon .. sab ladkiya bhai keh lein .. magar ap nahi :p mein nahi manta ap ko sister:p isi lia kaha tha
2009年6月8日 5:19Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
chalo khush raho.............apnay kharchay per:P
2009年6月10日 3:53Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aslamo Alaikum
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
yaar meri tang mein bhut pain hai itni soojh gaye hai .. mera accident ho gaya hai .. ghar laitay latay thak gaya tha yaar:( abhi aya hoo isi lia .. pray for me
2009年5月22日 7:35Salam
2009年5月20日 3:0Hi Hassni
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
2009年5月24日 3:51Re: Hi Hassni
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
Thanks jee thanks .. Lo jee ker lo gal to wand lo mithaiya ...mein hassni kab say ho gaya ? mera naam to hassan see naa:p.. aur bataye kaisi hain aap aur ghar main sab kaisay hain aur kya ho raha hai aj kal ? hamari to yaad bhi nahi ati aap ko .. sirf 2 massege uffff itni kanjoOsi .. may Allah give u all Happiness in ur life:).. khush raho sada.. apnay lia hamaray lia :) missing u :)
2009年4月4日 12:25Hi
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
hey hassan k bachay kahan ghaib ho koi comment mae nae to nahi dekha tumhara apnay home page per.................
kya baat hae????
aab ye bahan nahi kerna k kam aata hon........
aati to main bhi kam hon.....

change hotay mmousam k sath ice cream enjoy kero...:)

glitter-graphics.com
kya baat hae????
aab ye bahan nahi kerna k kam aata hon........
aati to main bhi kam hon.....

change hotay mmousam k sath ice cream enjoy kero...:)

glitter-graphics.com
2009年4月15日 17:9Re: Hi
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
thanks yaara.... yaar mein theek hoon ek to kudh ati nahi ho aur mujhay kehti ho kay mein kaha ghayab hoon yeah bilkul achi bat nahi hai comment ap ney nahi dekha to ab is mein meri kya ghalati hai mein to kerta hi rehta hoon jee.. aap kuch reply karo to mein karoon naa ... waisay aj kal hoti kaha ho .. banda koi email hi ker deta hai. ab yeah naa kehna kay tum ko email id nahi maloom .. koi contact hi nahi yaar.. koi tareeqa bata do jis say in touch rahay .. yaa time bata do kay kab aao gee mein tab a jaun gaa bat ho jaye gae... waiting for ur answer.. ghar mein sab kaisay hain aur koi Nai tazi .. kaisa chal raha hai sab jee?
2008年12月1日 22:23Salam
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
2009年5月5日 18:23Re: Re: Re: Re: Salam
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
Very nice to knw every things good on yewr side.....
meri garmiyan to abhi to thek he hain haan jub bahar din main kaheen jana ho to bahir bht mazay ke garma garm kisam ke garmi hae....
but in the mid of next month main apni mama k pass ja rehi hon europe........
wahan say wapsi to snowfallin tak he hogi;))
ummrah kertay huiay aaon wapsi per inshaALLAH...
wesay mera prog to ummray tak ka tha.....
lekin phir sath main mama aur bhai behnon ko milnay ka prog ban gaya islaiy tour laaaaaaaaaaaaaaaaaaaamba ho gaya..
Dua kerna main ramzan Haram pak main guzarna chahti hon....INSHAALLAH....
lein pata nahi ajeeb gar bar ho rehi hae.....
ya to ummra ker k jaon agay takay phir zyada deir tak behan bhaion k pass reh sakon.....
dekho kya banta hae...
ALLAH sae to behtareen ke dua kerti hon.....
jo bhi ho acha he ho.....ameen
koi nai tazi? engagment hoi k nahi abhi????

2009年5月7日 17:52Re: Re: Re: Re: Re: Salam
Hassan
22, 拉合爾, 巴基斯坦
I happy to see ur reply .. chalo shukar hai aap ko yaad to rehta hai ... hmmmmmmmmm.. programe aur wishes kafi achi hain aap ki .. Allah karay key aap ki tammam hajjat poori ho jee... mama aur behnay kis country mein rehti hain aap ki ... janab nay kabhi pehlay nahi bataya ab janay lagi hain to ek dum say bata rahi hain ,.. pak mein yaha kis kay pass rehti hain aap ? aur Lahore mein kis area say hain ? yaar Allah karay kaay ap ramzan Haram Pak ,mein guzaro .. but dont forget to pray for me... haan jab din mein mujhay kahi jana hota hai to ek dum say jaan nikal jati hai itni tabeat awazar hoti hai .. bhut mushkil hota hai bahir nikalna ..hmmm koi nai tazi nahi bus yahi tazi hai kay aj kal dimmag say sochnay ko dil nahi kerta sirf fata fut ker do . kyun kay dimmag kaam hhi nahi kerta itni garmi mein ... nahi jee abhi kaha koi mili nahi engagement kernay kay lia .. aur aap nay bhi to haan nahi ki naa:-p aap haan karo to aaj ho jaye :-p
Lo jee mein chalta hoon Fii amman Allah
phir bat ho gee:)
Lo jee mein chalta hoon Fii amman Allah
phir bat ho gee:)
2009年5月7日 21:29Re: Re: Re: Re: Re: Re: Salam
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
Touba hae Hassan apko to main kabhi nahi bholti jb bhi login hon apko zaror msg ya hello hi kehti hon........
aur pata hae aap mujhay itnay achay kyun lagtay ho?
bcz mera aik bohat he pyaara sa bhai hae jiska naam Hassan hae kehnay ko to wo meri Phupho ka beta hae lekin apni birth sae lay ker wo hamaray sath bara hua hae aur hae bhi hum sab main chota so we all love him lot.....so aap ko main bilkul ussi tarha pyaar kerti hon............wesay ho sakta hae apko is logic ke samajh na aiay but ...................kya karon its true....
haan main haan kesay kerti ap nae mera profile thek sae dekha nahi shayad......status married likha hua hae..............
hamara yahan joint family system hae takreeban to meri mama bhi europe main hain...... meray sath thora masla tha wesay bhi examz denay thaiy isliay wait kerna para ......aur e to pochain he nahi k kon kahan hae....bas qisa mukhtasir poray europe per hamara he qabza hae.... :P
ye to khair mazak tha lekin waqi agar main bataon k mujhay kahan kahan jana hae to shayad jhoot he lagay.........bas sab khair sae rehain yehi Dua hae...
aur haan na apkay liay dua kyun nahi keron ge?wesay bhi meray saray friends even jis nae aik bar bhi mujhay dua k liay kaha ho wo sab ALLAH k fazal sae meri duaon main shareek rehtay hain hamaisha...
Wesay kaan main chupkay sae bata do koi khaass Dua to nahi kerwani.......?..... ;-D
khain Demagh to ajkal mera bhi zara slow he ja raha hae bt khair hamain konsa amoor-e-saltanat chalanay hain isliay chalay koi baat nahi......akhir aap bhai ho to uska kuch asar to mujh mae bhi aiay ga na.... :)
ok dhair sari Duaon k sath ALLAH apko aur pori family ko apni amaan mae rekhay aur aap ke dil naik khwahshat apnay khas karam say pori keray.....ameen
( aik to kuch words roman urdu main type kero to spellings gar bar macha detay hain)... :P

2008年10月23日 14:20A
Hõñêý Ð
81, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦

2009年9月20日 3:46Have a Blast on Eid day:)
*
*
*
*